Woh zindagi kya jisme pyar na ho,
Woh pyaar hi ka jisme yaad na ho,
Woh yaad hi kya jisme tum na ho,
Woh tum hi kya jisme hum na ho.
Kuch nasha to aapki baat ka hai,
Kuch nasha to dheemi barsaat ka hai,
Hame aap yuhni sarabi na kahiye,
Yeh dil per asar aapse mulakaat ka hai
Logo ko aksar kehte suna
Zinda rahe to phir milenge
Magar aap se milkar aisa mahsus kiya hai,
Aapse milte rahe to Zinda rahenge.
Mahak dosti ki kam nahi hoti,
Dosti se zindagi kam nahi hoti,
Zindagi me jab aap jese dost ho to,
Zindagi jannat se kam nahi hoti.
Har nazar ko ek nazar ki talash hai,
Har Dil mai chupa ek ehsaas hai ,
Aapse dosti yuhni nahi ki humne,
Kya kare hamari pasand hi kuch khash hai.
Likh sakte kisi ki takdir hum,
To teri takdir mai har khusi likh dete hum,
Jo mod tujhe kamyabi dilaye,
Har lakir ko us taraf mod dete hum,
Kitni jaldi mulakaat gujar jati hai,
Bujhti nahi barsaat gujar jati hai ,
Apni yaad ko keh do ki is trarh mat aaye kare,
Neend aati nahi ki raat gujar jati hai.
Koi rokar juda hota hai
Koi hanskar juda hota hai
Magar juda hone ka gum jab hota hai,
Jab koi kisi ka hokar juda hota hai.
Pyar se pyari koi majburi nahi hoti,
Kami apno ki kabhi puri nahi hoti,
Dilo ka juda hona ek alag baat hai,
Nazro se door hona koi duoori nahi hoti.
Dost ka par ibaadat hai meri,
Dosti ka pyar chaaht hai meri ,
Dost ka didaar hasrat hai meri,
Dost ko yaad kerna fitrat hai meri.
Mohabaat mein laakho zakham khaye humne,
Afsos unhe hum per aitbar nahi,
Mat pucho kya gujarti hai dil par,
Jab wo kehte hai hume tumse pyar nahi
Raste per na behto hawa tang karegi,
Gujre hue lamho ki saja tang karegi,
Kisi ka na lao dil ke itne karib
Ki baat mai uski har ek ada tang karegi.
Woh pyaar hi ka jisme yaad na ho,
Woh yaad hi kya jisme tum na ho,
Woh tum hi kya jisme hum na ho.
Kuch nasha to aapki baat ka hai,
Kuch nasha to dheemi barsaat ka hai,
Hame aap yuhni sarabi na kahiye,
Yeh dil per asar aapse mulakaat ka hai
Logo ko aksar kehte suna
Zinda rahe to phir milenge
Magar aap se milkar aisa mahsus kiya hai,
Aapse milte rahe to Zinda rahenge.
Mahak dosti ki kam nahi hoti,
Dosti se zindagi kam nahi hoti,
Zindagi me jab aap jese dost ho to,
Zindagi jannat se kam nahi hoti.
Har nazar ko ek nazar ki talash hai,
Har Dil mai chupa ek ehsaas hai ,
Aapse dosti yuhni nahi ki humne,
Kya kare hamari pasand hi kuch khash hai.
Likh sakte kisi ki takdir hum,
To teri takdir mai har khusi likh dete hum,
Jo mod tujhe kamyabi dilaye,
Har lakir ko us taraf mod dete hum,
Kitni jaldi mulakaat gujar jati hai,
Bujhti nahi barsaat gujar jati hai ,
Apni yaad ko keh do ki is trarh mat aaye kare,
Neend aati nahi ki raat gujar jati hai.
Koi rokar juda hota hai
Koi hanskar juda hota hai
Magar juda hone ka gum jab hota hai,
Jab koi kisi ka hokar juda hota hai.
Pyar se pyari koi majburi nahi hoti,
Kami apno ki kabhi puri nahi hoti,
Dilo ka juda hona ek alag baat hai,
Nazro se door hona koi duoori nahi hoti.
Dost ka par ibaadat hai meri,
Dosti ka pyar chaaht hai meri ,
Dost ka didaar hasrat hai meri,
Dost ko yaad kerna fitrat hai meri.
Mohabaat mein laakho zakham khaye humne,
Afsos unhe hum per aitbar nahi,
Mat pucho kya gujarti hai dil par,
Jab wo kehte hai hume tumse pyar nahi
Raste per na behto hawa tang karegi,
Gujre hue lamho ki saja tang karegi,
Kisi ka na lao dil ke itne karib
Ki baat mai uski har ek ada tang karegi.