Monday, January 4, 2010

pyar ko khuda khetye

Log pyar ko khuda khetye hai,
Koi agar kare to use gunah khetye hai.
Jo pyar ko na samjhe use phatar khetye hai log,
Magar jharne aksar Phado se hi gira karte hai.

GALATI MERI THI

Usne muje chaha hi nahi,
me chahat samaj bethi,
GALTI MERI THi.
Uski pal bhar ki muskrahat ko
me puar samaj bethi,
GALTI MERI THi.
wo to har baat par ha karta tha,
mehi Iqrar samaj bethi,
GALTI MERI THi.
usne mujse zinda ahmiyat di,
mere doston ko
me uski ye ADA,
mazak samaj bethi,
GALTI MERI THi.
us ne kaha bhi tha,
koi or he meri zindgi me,
ma hi khud ko
uski zindgi samaj bethi.
GALTI MERI THi.....

Ruh Ka Rishta

Mein Ne Pucha Kaise Ho ............
Kuch Badle Ho ya Waise Hi ho

Roop Wahi Andaaz Wahi
Ya Iss Me Bhi koi Kami

Hijr Ka Kuch Ehsaas Toh Hoga
Koi Tumhare Paas Toh Hoga

Mein Bichdi Ye Majboori Thi
Kab Manzoor Mujhe Yeh Doori Thi

Sath Humara Kab Choota Hai
Ruh Ka Rishta Kab Toota Hai

Aankh Se Jo Aansoo Behte Hain
Tum Ko Khabar Hai Kya Kehte Hain.......

Apne haatho se us chehre ko chupate q ho

Apne haatho se us chehre ko chupate q ho,
Mujh se sharmate ho tou saamne atay q ho...




Tum kabhi mere tarha kar bhi lo ikraar-e-wafa,
Pyar karte ho tou phir pyar chupate q ho...



Ashq aankho mei mere dekh k rote q ho,
Dil bhar aata hai to phir dil ko dukhate q ho...



In se vaabasta hai jab mera muqadar phir tum,
Mere shano se ye zulf hatatay q ho...



Roz mar mar k mujhe jeenay ko kehte q ho,
Milne aatay ho to phir laut k jatay q ho...



Apne haatho se us chehre ko chupate q ho,
M0ujh se sharmate ho tou saamne atay q ho

aaj ki shab to kisi taur guzar jayegi

Kahan jaoge Mujhe Chodkar

Mein ye Puch Puch Kar Thak Gayi

Woh Mujh Ko Jawab Naa Desaka

Woh Toh Qud Sarapa-E-Sawal Tha

Woh Mila Toh Sadiyoun Baad Bhi

Mere Labb Pe Koi Gila Naa Tha

Usse Meri Chup Ne Rula Diya

Jise Guftagoo Me Kamaal Tha........

Ya khuda mai kitni thi Nadaan

Ya khuda mai kitni thi Nadaan.
jo karti thi us par apni Jaan Qurwan..
woh to bahut nek aur Masoom tha.
uske dil mai kiya hai mujhe nahi maloom tha..
usne mujhe pyar kiya aur bahut pyar kiya.
phir maine bhi kahan usko inkaar kiya.
zi bhar kar maine bhi usko pyar kiya..
pyar ke jhhote jaal mai fans gai mai.
pyar mai dhoka bhi hota hai yeh bhool gai mai
Chahte to mujhko aur bhi the, aur dete the apni jaan
kiya tha aisa usmain jis par hamari thi jaan Qurwan.
ek din hawa ka aisa jhhoka aaya
mere sare sapno ko uda le gaya
uske kadoe alfaaz the
aur mere khali haath the
uski kadoi baaten thi
aur meri nikalti saanse thi
kis kadar usne ki mere saath bewafai
Uski khatir maine na ki thi apni sagai
Bahut rulaya usne mujhe sham-o- shar
Nahi ho pata hai uske bina ek pal bhi sabr.
maan ja mere priyetam pyare
laga le mujh ko apni saanso ke sahare
sirf tere hi liye ji rahi hoon
duniya ke kaduwe bol tere liye hi sun rahi hoon
muhabbat khuda ka anmol tohfa hota hai
yeh duniya kiya jane......
is ko to dhoka dena hota hai...............

Some Interesting News

Share Your Shayari With Blog

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...